SEARCH RESULTS
Showing search results for "ganje"
Ghazal MATCHES FOR "ganje"
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
vaqt ke haatho.n yahaa.n kyaa kyaa KHazaane luT ga.e
ek teraa Gam ki ganj-e-shaa.iigaa.n bantaa gayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ganj-e-qaaruu.n ke sivaa bhii hai adam me.n sab kuchh
haa.e duniyaa me.n na is mulk kaa haasil aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
sar-ba-kaf ganj-e-shahiidaa.n me.n chale jaate hai.n
imtihaa.n se nahii.n Darte tire farzaana-e-ishq
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
baiTh jaa apne kaTe sar ko liye haatho.n me.n
thak gayaa mai.n bhii yahaa.n ganj-e-shahiidaan me.n aa
Zeb Ghauri
Ghazal
aah o fuGaa.n na kar jo khule 'zauq' dil kaa haal
har naala ik kaliid-e-dar-e-ganj-e-raaz hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aisaa mazaa bharaa hai tabii.at me.n faqr kaa
ga.nj-e-shakar hai siina miraa dil fariid hai
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
Tariq Matin
Ghazal
ganj-e-pinhaa.n hai.n tasarruf me.n banii-aadam ke
kaan se laal ye dariyaa se guhar letaa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
yaa.n ganj-e-ma.aanii hai to vaa.n siim-o-zar ai 'mehr'
daulat vo baKHiilo.n kii hai ye maal hamaaraa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
maar-siyah judaa kab rahtaa hai ga.nj-e-zar se
hotii nahii.n hai.n us ke ruKH se niraalii zulfe.n
Aftab Shah Alam Sani
Ghazal
bahut se gharo.n me.n KHazaane hai.n madfuu.n
nahii.n hai to ganj-e-qanaa.at nahii.n hai