SEARCH RESULTS
Showing search results for "garaj"
Ghazal MATCHES FOR "garaj"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
baadal kii ye garaj nahii.n abr-e-bahaar me.n
barraa rahaa hai ko.ii sharaabii KHumaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
baadal garaj rahaa thaa idhar mohtasib udhar
phir jab talak ye uqda na suljhaa sharaab pii
Ahmad Faraz
Ghazal
dabaa thaa phuul ko.ii mez-posh ke niiche
garaj rahii thii bahut pechvaan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
Nazeer Banarasi
Ghazal
mirii Gazal me.n rajaz kii hai ghan-garaj to kyaa
suKHan-varii bhii to kaar-e-sipaahiyaana hai
Asad Badayuni
Ghazal
tuu shaant ho ki terii muraade.n hu.ii.n saphal
baadal garaj-baraj ke jo aa.e the chhaT ga.e
Nasir Shahzad
Ghazal
Gubaar se bharii bojhal fazaa hai dil pe muhiit
garaj rahaa hai jo sar me.n sahaab ho na kahii.n
Javed Shaheen
Ghazal
vo barshgaal kahii.n haafize me.n rah ga.ii hai
ghaTaa baras ga.ii lekin garaj chamak na ga.ii
Shahid Makuli
Ghazal
ka.Dak rahii ho jo bijlii to Dar nahii.n lagtaa
garaj rahe ho.n jo baadal to nii.nd aatii hai
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
Barqi Azmi
Ghazal
vo log to saahil pe bhii Duube.nge yaqiinan
ghabraa ke palaTte hai.n jo tuufaan ke Dar se
Kareem Roomani
Ghazal
ka.Dak rahii ho jo bijlii to Dar nahii.n lagtaa
garaj rahe ho.n jo baadal to nii.nd aatii hai
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
jis ko samajh rahe hai.n vo baadal kii ik garaj
fariyaad dardnaak kisii KHasta-jaa.n kii hai