SEARCH RESULTS
Showing search results for "garmi-e-soz-e-jigar"
Ghazal MATCHES FOR "garmi-e-soz-e-jigar"
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
dard-e-dil soz-e-jigar bhii rakhnaa
jis me.n saudaa ho vo sar bhii rakhnaa
Maqsood Ahmad Maqsood
Ghazal
soz-e-dil soz-e-jigar soz-e-alam paayaa hai
jo bhii paayaa hai tire 'ishq me.n kam paayaa hai
Paikar Jafari
Ghazal
Safi Aurangabadi
Ghazal
tishnagii dard thakan soz-e-jigar rakhtaa hai
ik musaafir ka.ii sauGaat-e-safar rakhtaa hai
Mehdi Baqar Khan Meraj
Ghazal
ye qatra-e-shabnam nahii.n ai soz-e-jigar aaj
Duubii hu.ii aa.e hai pasiino.n me.n sahar aaj
Raj Bahadur Saxena Auj
Ghazal
dard-e-dil kaif-e-alam soz-e-jigar se pahle
zindagii kuchh bhii na thii terii nazar se pahle
Azmat Abdul Qayyum Khan
Ghazal
raah-e-sitam me.n soz-e-jigar kaise chho.D de.n
lambaa safar hai zaad-e-safar kaise chho.D de.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
ba.Dhaa hai soz-e-jigar ab madad ko aa.e ko.ii
Gazab kii aag lagii hai zaraa bujhaa.e ko.ii
Javed Lakhnvi
Ghazal
soz-e-jigar kaa haal kisii par ayaa.n na ho
jaltaa rahuu.n us aag me.n lekin dhu.aa.n na ho
Qazi Jalal Haripuri
Ghazal
kyaa meraa bas hai zabt jo soz-e-jigar na ho
o sard-mehr aag mirii baat par na ho
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
aalam-e-soz-e-tamannaa be-karaa.n karte chalo
zarre zarre ko shariik-e-kaarvaa.n karte chalo
Qabil Ajmeri
Ghazal
jazba-e-soz-e-talab ko be-karaa.n karte chalo
kuu-ba-kuu raushan charaag-e-kaarvaa.n karte chalo
Saghar Siddiqui
Ghazal
aadmii ko zauq-e-soz-e-dard-e-insaa.n chaahiye
dard hii jis kii davaa ho aisaa armaa.n chaahiye
Ishrat Anwar
Ghazal
ma.aal-e-soz-e-Gam-haa-e-nihaanii dekhte jaa.o
bha.Dak uTThii hai sham-e-zindagaanii dekhte jaa.o
Fani Badayuni
Ghazal
mataa-e-be-bahaa hai dard-o-soz-e-aarzuumandii
maqaam-e-bandagii de kar na luu.n shaan-e-KHudaavandii