SEARCH RESULTS
Showing search results for "gate"
Ghazal MATCHES FOR "gate"
Ghazal
jashn-e-maqtal hii na barpaa hu.aa varna ham bhii
paa-ba-jaulaa.n hii sahii naachte gaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ye zaKHm zaKHm manaazir lahuu lahuu chehre
kahaa.n chale ga.e vo log ha.nste gaate hu.e
Azhar Iqbal
Ghazal
us kii KHaatir ghar se baahar Thahraa huu.n
varna ilm hai chaabii gate pe rakkhii hai
Ziya Mazkoor
Ghazal
in mausamo.n me.n naachte gaate rahe.nge ham
ha.nste rahe.nge shor machaate rahe.nge ham
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Khalid Ahmad
Ghazal
ghaTte ghaTte me.n rahaa ishq-e-kamar me.n aadhaa
jaama-e-tan ko mire chaahiye niimaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
fuzuul aa ga.e sahraa se shahr me.n ham log
vahaa.n pe KHaak u.Daate the mauj karte the
Varun Anand
Ghazal
ab ghaTte ghaTte jaan me.n taaqat nahii.n rahii
Tak lag chalii sabaa ki diyaa saa ba.Dhaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
is taGaaful pe ye aalam ki har ik mahfil se
vo bhii gaate hu.e 'vaalii' kii Gazal jaate hai.n