SEARCH RESULTS
Showing search results for "gazand"
Ghazal MATCHES FOR "gazand"
Ghazal
vahii.n lagii hai jo naazuk maqaam the dil ke
ye farq dast-e-aduu ke gazand kyaa karte
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
baat karte ho to hotaa hai zabaa.n se sadma
dekhte ho to pahu.nchtaa hai gazand aa.nkho.n se
Anwar Shuoor
Ghazal
taGaaful bad-gumaanii balki merii saKHt-jaanii se
nigaah-e-be-hijaab-e-naaz ko biim-e-gazand aayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
guzar gayaa hai vo sailaab-e-aatish-e-imroz
baGair KHema o KHaashaak ko gazand kiye
Sarvat Husain
Ghazal
'raaGib' ba-ehtiyaat hii laazim hai guftuguu
dushman ko bhii gazand na pahu.nche zabaan se
Raghib Muradabadi
Ghazal
gazand apne haatho.n se pahu.nchaa hai ham ko
ye saa.np aastiino.n ke paale hu.e hai.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
allaah re dil kii ishq me.n diivaana-vaariyaa.n
adnesha-e-ziyaa.n hai na KHauf-e-gazand hai
Mahirul Qadri
Ghazal
vahshat me.n apne haath se pahu.nchaa hame.n gazand
pachhtaa.e aastiin me.n ham saa.np paal ke
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Abdul Wahab yakro
Ghazal
saafii dil-Gazand kii kyaa thii dam-e-bos-o-kanaar
bose ko mushkil Thaharnaa siine se taa naaf thaa
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
chehre pe naazukii se na aa.e kahii.n gazand
ruKHsaar se na aap gul-e-tar lagaa.iye
Raunaq Tonkvi
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
be-KHudaan-e-baaG ko sayyaad se hai kyaa gazand
bulbul-e-tasviir ke aate nahii.n par haath me.n
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
har ek shaKHs ko thii KHvaahish-e-gazand vahaa.n
ki us kaa daar bhii jaise tabarrukaat se thaa
Raoof Khair
Ghazal
bahut qariib thaa mujh se miraa hariif na thaa
to kyuu.n vo saahib-e-dil darpai-e-gazand hu.aa