SEARCH RESULTS
Showing search results for "gazand"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gazand"
Nazm
hubb-e-watan
mu.nDaa juutaa gar aap ko hai pasand
qaum ko is se faa.eda na gazand
Altaf Hussain Hali
Ghazal
vahii.n lagii hai jo naazuk maqaam the dil ke
ye farq dast-e-aduu ke gazand kyaa karte
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
baat karte ho to hotaa hai zabaa.n se sadma
dekhte ho to pahu.nchtaa hai gazand aa.nkho.n se
Anwar Shuoor
PAGE MATCHES FOR "gazand"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gazand"
Ghazal
guzar gayaa hai vo sailaab-e-aatish-e-imroz
baGair KHema o KHaashaak ko gazand kiye
Sarvat Husain
Ghazal
gazand apne haatho.n se pahu.nchaa hai ham ko
ye saa.np aastiino.n ke paale hu.e hai.n
Muneer Shikohabadi
Nazm
baz-gasht
aahistagii se be-gazand
aur duurii be-fuGaa.n ho jism kii aur ruuh kii
Shafiq Fatima Shera
Ghazal
allaah re dil kii ishq me.n diivaana-vaariyaa.n
adnesha-e-ziyaa.n hai na KHauf-e-gazand hai
Mahirul Qadri
Ghazal
'raaGib' ba-ehtiyaat hii laazim hai guftuguu
dushman ko bhii gazand na pahu.nche zabaan se
Raghib Muradabadi
Ghazal
vahshat me.n apne haath se pahu.nchaa hame.n gazand
pachhtaa.e aastiin me.n ham saa.np paal ke
Asad Ali Khan Qalaq
Mazahiya
afraad-e-KHaana aap ke sab be-gazand hai.n
beTe bhii tiino.n aap ke mujh ko pasand hai.n












