SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghan"
Ghazal MATCHES FOR "ghan"
Ghazal
dil se havaa-e-kisht-e-vafaa miT ga.ii ki vaa.n
haasil sivaa.e hasrat-e-haasil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jo ho sake to zaraa shah-savaar lauT ke aa.e.n
piyaad-gaa.n ko zafar-yaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Ghazal
saudaagaraan-e-sho.alagii-e-shar ke dosh par
mushkiiz-gaa.n se jhaa.nktaa paanii fareb hai
Shahid Zaki
Ghazal
paa.nch kartaa hai jo, do me.n do jo.D kar
aaj-kal sirf us kaa hii gun-gaan hai
Neeraj Goswami
Ghazal
dahshat-pasand-gaan se vahshat-parast-gaan tak
sharh-e-junuun biisiyo.n lekin muraad ek hai
Atif tauqeer
Ghazal
us ke ghar bhii tujh ko aanaa chaahiye thaa ai bahaar
jis ne sab ke vaaste maa.ngii du.aa barsaat kii
Nazeer Banarasi
Ghazal
shab-zaad-gaa.n! tum ahl-e-KHabar se nahii.n so tum!
apnaa madaar apnaa madiina judaa karo
Shaheen Abbas
Ghazal
charaaGte hai.n kisii nazm ke ghane abruu
kisii Gazal kii judaa.ii me.n mar ke dekhte hai.n
Aamir Suhail
Ghazal
savaad-e-shaam ye shahzaad-gaan-e-sub.h kahaa.n
siyaah shab me.n ye suuraj ugaane vaalaa kaun
Irfan Siddiqi
Ghazal
mirii Gazal me.n rajaz kii hai ghan-garaj to kyaa
suKHan-varii bhii to kaar-e-sipaahiyaana hai
Asad Badayuni
Ghazal
jaag jaag uThte hai.n gan-kalii ke miiThe sur
chhe.D chhe.D jaatii hai gesu.o.n kii purvaa.ii
Shahzad Ahmad
Ghazal
kab dil shikast-gaa.n se kar arz-e-haal aayaa
hai be-sadaa vo chiinii jis me.n ki baal aayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
nashtar kaa kaam kyaa hai ab achchhaa hai dard-e-dil
sadqe tire nahii.n nahii.n ai chaara-gar nahii.n
Bekhud Mohani
Ghazal
puraane dukh na.e kap.De pahan kar aa ga.e hai.n
ye apne shahr me.n aazurdagaa.n kyaa chal rahaa hai
Kabeer Athar
Ghazal
jaltii hai.n bahar-haal gunaaho.n kii sazaa.e.n
karte rahe.n ham kitne bhii gun-gaan KHudaa ke
Darshan Dayal Parwaz
Ghazal
aa.e.n bhii tashriif le aa.e.n yahii dastuur hai
baiTh kar mere sirhaane Gam-gusaarii kiijiye