SEARCH RESULTS
Showing search results for "gire"
Ghazal MATCHES FOR "gire"
Ghazal
sa.nvaar nok-palak abru.o.n me.n KHam kar de
gire pa.De hu.e lafzo.n ko mohtaram kar de
Bashir Badr
Ghazal
yak-laKHt giraa hai to ja.De.n tak nikal aa.ii.n
jis pe.D ko aa.ndhii me.n bhii hilte nahii.n dekhaa
Parveen Shakir
Ghazal
ye mo.ajiza bhii mohabbat kabhii dikhaa.e mujhe
ki sang tujh pe gire aur zaKHm aa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
aa ke patthar to mire sahn me.n do chaar gire
jitne us pe.D ke phal the pas-e-diivaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Abbas Qamar
Ghazal
vo zard patte jo pe.D se TuuT kar gire the
kahaa.n ga.e bahte paaniyo.n me.n bulaa.e ko.ii
Gulzar
Ghazal
Nazeer Banarasi
Ghazal
palko.n par ye aa.nsuu pyaar kii tauhiin the
aa.nkho.n se gire motii ke daane ho ga.e
Bashir Badr
Ghazal
ye abr-paara nahii.n dost ashk-e-girya hai
ye pattharo.n pe gire to shigaaf ho jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
humaa hai.n gird mirii haDDiyo.n ke aaTh pahr
sag aa ke kahte hai.n ummiid-vaar ham bhii hai.n
Ameer Minai
Ghazal
ab gire sang ki shiisho.n kii ho baarish 'faakir'
ab kafan o.Dh liyaa hai ko.ii afsos nahii.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
pahaa.Diyo.n me.n ghire ye bujhe bujhe raste
kabhii idhar se guzarte the lashkaro.n vaale
Mohsin Naqvi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Gash khaa ke gire muusaa allaah-rii maayuusii
halkaa saa vo parda bhii diivaar nazar aayaa