SEARCH RESULTS
Showing search results for "gire"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gire"
Sher
hazaar barq gire laakh aa.ndhiyaa.n uTThe.n
vo phuul khil ke rahe.nge jo khilne vaale hai.n
Sahir Ludhianvi
Sher
phuul to phuul hai.n aa.nkho.n se ghire rahte hai.n
kaa.nTe be-kaar hifaazat me.n lage rahte hai.n
Waseem Barelvi
Ghazal
sa.nvaar nok-palak abru.o.n me.n KHam kar de
gire pa.De hu.e lafzo.n ko mohtaram kar de
Bashir Badr
PAGE MATCHES FOR "gire"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gire"
Ghazal
ye mo.ajiza bhii mohabbat kabhii dikhaa.e mujhe
ki sang tujh pe gire aur zaKHm aa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
aa ke patthar to mire sahn me.n do chaar gire
jitne us pe.D ke phal the pas-e-diivaar gire
Shakeb Jalali
Nazm
mohabbat ki ek nazm
to chaa.nd raato.n kii narm dil-giir raushnii me.n
kisii sitaare ko dekh lenaa
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Abbas Qamar
Sher
kaa.nTo.n me.n ghire phuul ko chuum aa.egii lekin
titlii ke paro.n ko kabhii chhilte nahii.n dekhaa
Parveen Shakir
Ghazal
vo zard patte jo pe.D se TuuT kar gire the
kahaa.n ga.e bahte paaniyo.n me.n bulaa.e ko.ii