SEARCH RESULTS
Showing search results for "goTe"
Ghazal MATCHES FOR "goTe"
Ghazal
bulbula phir se chalaa paanii me.n Gote khaane
na samajhne kaa use vaqt na samjhaane kaa
Gulzar
Ghazal
nahaane jaate to phir aah kartii chhii.nTo.n se
vo Gote detaa thaa aur mai.n use Dubotaa thaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
varta-e-dariyaa-e-Gam ne aise Gote de diye
Duubnaa phir Duub kar mujh ko ubharnaa aa gayaa
Nooh Narvi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
us ne pe.D se kuud ke jaane kitne Gote khaa.e
bandar ko jab lagaa nadii me.n giraa hu.aa hai chaa.nd
Badiuzzaman Khawar
Ghazal
maahiyyat-e-do-aalam khaatii phire hai Gote
yak qatra KHuun ye dil tuufaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
paanii ne raasta na diyaa jaan-buujh kar
Gote lagaa.e phir bhii rahe tishna-kaam se
Adil Mansuri
Ghazal
panja-e-mehr ko bhii KHuun-e-shafaq me.n har roz
Gote kyaa kyaa hai tiraa dast-e-hinaa.ii detaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jaada bunat banaa mirii vahshat ke faiz se
goTe ke go kohar hu.e chhaalo.n ke saamne
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Natiq Gulavthi
Ghazal
qulzum-e-fikr me.n har-chand lagaa.e Gote
dur-e-mazmuu.n ko.ii yaaro.n se hu.aa kam paidaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
gunaaho.n ke dariyaa me.n khaataa huu.n Gote
nahii.n ek pal mujh ko aaraam saaqii
Mazharul Qayyum Mazhar
Ghazal
ab nadaamat ke samundar me.n lagaa.e.n Gote
aarzuu.o.n ne kahaa.n baat mirii maanii thii
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Anmol Savaran Katib
Ghazal
Jai Raj Singh Jhala
Ghazal
ab talak to na milaa guhar-e-haqiiqat ko.ii
kitne hii KHvaab ke dariyaa.o.n me.n Gote hu.e dekh