SEARCH RESULTS
Showing search results for "gole"
Ghazal MATCHES FOR "gole"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
nok-e-abruu me.n kabhii talKHii-e-inkaar liye
kabhii ghole hu.e shiiriinii-e-iqraar aa.nkhe.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
jis ravish bhii ho ravaa.n Gol-e-zamaanaa 'aalii'
aap se ko.ii ri.aayat nahii.n ham kar sakte
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Gol-e-sahraa ne miraa saath na chho.Daa shab bhar
le ke mash.al kabhii nazdiik kabhii duur rahaa
Ameer Minai
Ghazal
Siddique Mujibi
Ghazal
is ek fikr ne ghole mirii hayaat me.n Gam
tuu duur kyuu.n nahii.n jaataa mire vajuud me.n hai
Abdurrahman Wasif
Ghazal
buu.ndo.n me.n aa.ine ghole jaa sakte hai.n
chaadar-e-tan me.n safar guzaaraa jaa saktaa hai
Osama Zakir
Ghazal
bazm-e-yaaraa.n nigraa.n Gol-e-hariifaa.n raqsaa.n
ik tamaashaa ba-tamaashaa-e-digar aayaa hai
Mahshar Badayuni
Ghazal
hai gird tamaashaa saa ik Gol-e-bayaabaa.n kaa
sahraa me.n bhii ham ne to bastii sii basaa lii hai
Shakir Naiti
Ghazal
zabt jab bhii TuuTne kii had talak ba.Dhne lagaa
halq me.n gole kii suurat baarhaa aTkaa namak
Tabassum Azmi
Ghazal
ilaahii KHizr kahuu.n ishq ko ki Gol-e-tariiq
ki raahbar bhii ye hai aur sadd-e-raah bhii hai
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
tauba tauba kis qadar mu.nh se Tapaktii hai shakar
is zabaa.n se miiThe miiThe zahr ghole jaa.e.nge
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
Soz Najeebabadi
Ghazal
fazaa me.n zahr jo ghole zabaan se apnii
tum aisii 'saad' har ik zaat pe nazar rakhnaa
Arshad Sad Rudaulvi
Ghazal
kaa.enaat aur tirii vus'ate.n samjhe.nge kahaa.n
ek gole pe tire chand shumaare hu.e log