SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-badan"
Ghazal MATCHES FOR "gul-badan"
Ghazal
Ishq Aurangabadi
Ghazal
kahaa.n hai gul-badan mohan piyaaraa
ki jiyuu.n bulbul hai naalaa.n dil hamaaraa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
KHushbuu kii tarah shab ko machaltaa thaa gul-badan
bistar se chun rahaa huu.n mai.n TuuTe hu.e baTan
Mahmood Ishqi
Ghazal
vo gul-badan hai saraapaa gulaab jaisaa hai
jahaan-e-husn me.n vo aaftaab jaisaa hai
Roop Sagar
Ghazal
gul-badan KHaak-nashiino.n se pare haT jaa.e.n
aasmaa.n ujlii zamiino.n se pare haT jaa.e.n
Mumtaz Gurmani
Ghazal
miraa dil hai mushtaaq us gul-badan kaa
ki ye baaG ik gul hai jis ke chaman kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jahaa.n me.n jo ka.ii gul-badan KHush-nayan hai
bahut jii ko pyaaraa hai aur man-haran hai
nayan sukh
Ghazal
us gul-badan kaa raaz bahaaro.n se puuchhiye
phuulo.n se puuchhiye ki nazaaro.n se puuchhiye
Sahir Lakhnavi
Ghazal
na sirf ye ki sabhii gul-badan dariida rahe
hamaare haal pe patthar bhii aabdiida rahe
Shayar Jamali
Ghazal
na to.D shiisho.n ko o gul-badan ta.Daaq-pa.Daaq
ye dil-shikan hai sadaa-e-shikan ta.Daaq-pa.Daaq
Tanvir Dehlvi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
hamaare dil me.n kisii gul-badan ke pyaar ke phuul
ki dastaras me.n nahii.n hai.n ye devdaar ke phuul
Bharatdeep Mathur Deep
Ghazal
Abdul Wahab yakro
Ghazal
havaa ke dosh pe kis gul-badan kii KHushbuu hai
gumaan hotaa hai saare chaman kii KHushbuu hai
Satish Shukla Raqeeb
Ghazal
tujh tak guzar kisii kaa ai gul-badan na dekhaa
baad-e-sabaa ne ab tak teraa chaman na dekhaa
Shuoor Bilgrami
Ghazal
qaasid ko de na ai dil us gul-badan kii paatii
chal KHud hii le chale.n ham apne sajan kii paatii