SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-chii"
Ghazal MATCHES FOR "gul-chii"
Ghazal
sayyaad bhii pahu.nch gayaa gul-chii bhii baaG me.n
ai ham-safiir aa gayaa mausam bahaar kaa
Mela Ram Wafa
Ghazal
chaman pe Gaarat-e-gul-chii.n se jaane kyaa guzrii
qafas se aaj sabaa be-qaraar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
gulo.n tak aa hii pahu.nchaa dast-e-gul-chii.n
chaman kii aabruu baaqii rahii kyaa
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Ghazal
ye kyuu.n vahshat se lapkaa dast-e-gul-chii.n
kalii shaayad lagii thii kuchh bataane
Parveen Fana Syed
Ghazal
chaman se qafas tak thii manzil ka.Dii
magar lutf-e-gul-chii.n se sar ho ga.ii
Kausar Allahabadi
Ghazal
chun.ne na diyaa ek mujhe laakh jha.De phuul
allaah kare KHaana-e-gul-chii.n me.n pa.De phuul
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Maikash Badayuni
Ghazal
Akmal Jalandhari
Ghazal
mujh se miraa gul chhiin sake kaun 'shagufta'
majbuur thii kal aaj mai.n pairo.n pe kha.Dii huu.n
Haleema Sadiya Shagufta
Ghazal
baaGbaa.n ne jaan rakh lii bulbul-e-naashaad kii
dast-e-gul-chii.n to.D Daalaa Taa.ng lii sayyaad kii
Master Basit Biswani
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
is vaaste gul-chii.n ko hu.ii mujh se adaavat
taz.iin-e-gulistaa.n me.n miraa haath bahut hai
Ehtisham Bachhrayuni
Ghazal
har gul baGair yaar hai gul-chii.n kaa muntazir
har andaliib-e-baaG ko sayyaad kii havas
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
baarhaa gul-chii.n ne lalkaaraa hamaare azm ko
be-muhaabaa ham magar nazm-e-chaman karte rahe
Farhat Qadri
Ghazal
mai.n pyaar ke zaKHmo.n kaa parastaar huu.n gul-chii.n
idraak kii shaadaab kalii hai to mujhe kyaa