SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-e-ahaar-e-asar"
Ghazal MATCHES FOR "gul-e-ahaar-e-asar"
Ghazal
dekho gul-e-ahaar-e-asar dasht-e-shaam me.n
diivaar-o-dar ko.ii bhii kahii.n pesh-o-pas nahii.n
Muneer Niyazi
Ghazal
aah ko baad-e-sabaa dard ko KHushbuu likhnaa
hai bajaa zaKHm-e-badan ko gul-e-KHud-ruu likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mumkin hai shab-e-hijr du.aa kaa na asar ho
hai raat vo kyaa raat ki jis kii na sahar ho
A G Josh
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jin pe baarish-e-gul hai un kaa haal kyaa hogaa
zaKHm khaane vaale bhii baaG baaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
na daamano.n me.n yahaa.n KHaak-e-rahguzar baa.ndho
misaal nik.hat-e-gul mahmil-e-safar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
daastaa.n KHatm hai iz.haar-e-vafaa rahne do
ab mire vaaste jiine kii du.aa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
dil me.n mat Dhuu.nD ki ai taalib-e-iisaar-o-vafaa
ab ye alfaaz kitaabo.n me.n nazar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ishq vo ishq hai jo jazb-o-asar tak pahu.nche
husn vo husn hai jo ahl-e-nazar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
kitne aziiz hai.n ye masiihaa ko kyaa KHabar
vo zaKHm-e-dil jo lazzat-e-aazaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
kyaa ko.ii dil kaa KHariidaar idhar aa niklaa
is qadar garmii-e-baazaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ho ga.ii hai sho.ala-zan har shaaKH-e-gul
ba.Dh rahe the haath jo tharraa ga.e
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
mujhe to chashm-e-gurezaa.n bhii iltifaat lagii
tire sitam pe bhii iisaar kaa gumaa.n guzraa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
zaKHm hai.n laala-o-gul partav-e-sehn-e-gulshan
dekhiye dil kaa mire rashk-e-gulistaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
aalaa bhii hote hai.n kabhii asfal se bahra-var
gul kyaa khile.n agar karam-e-gil nahii.n rahaa