SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-e-shola"
Ghazal MATCHES FOR "gul-e-shola"
Ghazal
phir fasl-e-gul-o-laala se mahkegaa chaman ye
ham nok-e-sabaa se tujhe tahriir kare.nge
Sameena Gul
Ghazal
kyaa fikr hai ai 'sho.ala' piyo baada-e-rangii.n
Daalo bhii kahii.n bhaa.D me.n ye ranj-o-mehan ab
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
tabassum se kyaa KHanda-e-gul ko nisbat
kahii.n mu.nh bhii hai muskuraane ke qaabil
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
banaa rahii hai nasiim-e-bahaar marham-e-zaKHm
sulajh rahe hai.n rag-e-gul mire rafuu ke liye
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
kii mai.n ne aah-e-garm jo furqat kii raat me.n
Gul pa.D gayaa ki aag lagii kaa.enaat me.n
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
ai 'shola' kyaa tabii.at-e-naazuk pe zor duu.n
qadr-e-suKHan rahii na ko.ii qadr-daa.n rahaa
Shola Aligarhi
Ghazal
kyaa fikr hai ai 'shola' piyo baada-e-ra.ngii.n
Daalo bhii kahii.n bhaa.D me.n ye ranj-o-mehan ab
Shola Aligarhi
Ghazal
mai.n baa-vafaa hii rahaa rah ke be-vafaa.o.n me.n
gul-e-bahaar kii suurat khilaa KHizaa.o.n me.n
Ashraf Gul
Ghazal
ai 'shola' kah do bulbul-e-KHuld-e-barii.n se ab
gul-dasta baa.ndh le mere ra.ngii.n kalaam kaa
Shola Aligarhi
Ghazal
Shola Kararvi
Ghazal
sair-e-gulshan se jo fursat ho idhar bhii dekho
ra.ng-e-gul dekh chuke daaG-e-jigar bhii dekho
Shola Kararvi
Ghazal
hotaa hai ko.ii dam me.n charaaG-e-hayaat gul
shaam-e-firaaq kyaa ho umiid-e-sahar mujhe
Shola Kararvi
Ghazal
Shola Kararvi
Ghazal
mausam-e-gul kii havaa aa.ii na jis ko saaz-vaar
dil hai vo pazhmurda Guncha aalam-e-iijaad kaa
Shola Kararvi
Ghazal
zaKHmo.n se chuur jo na ho siina-e-daaG-daar kyaa
jis me.n na ho hujuum-e-gul kahiye use bahaar kyaa