SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-haa-e-shagufta"
Ghazal MATCHES FOR "gul-haa-e-shagufta"
Ghazal
raazii-ba-razaa ho kar dekhaa to musiibat bhii
gul-haa-e-shagufta kii zanjiir nazar aa.ii
Talib Chakwali
Ghazal
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
ra.ng-o-raamish zamzame gul-haa-e-tar hote hu.e
dil akelaa aur itne ham-safar hote hu.e
Khalid Mahmood
Ghazal
ha.ns diye zaKHm-e-jigar jaise ki gul-haa-e-bahaar
mujh pe maa.il hai bahut nargis-e-shahlaa-e-bahaar
Suhail Kakorvi
Ghazal
saare nuquush sa.ngii-e-gul-haa-e-baaG-e-KHuld
jis boriye pe mai.n ne pa.Dhii be-riyaa namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
aamad principal kii hai hoshyaar la.Dkiyo
ye vaqt hai shaguftan-e-gul-haa-e-naaz kaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
hai kis KHayaal-e-KHaam me.n ai KHaarzaar-e-dahr
phir kaamraan-e-KHanda-e-gul-haa-e-tar hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
saada varaq thaa baahama gul-haa-e-ra.ng-ra.ng
tafsiir jaan paak bayaaz-e-kafan me.n thii
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
gul-haa-e-ra.ng-ra.ng me.n Thantii nahii.n kabhii
ham ko bhii is lihaaz se jhag.Daa na chaahiye
Shaad Aarfi
Ghazal
gul-haa-e-rang-rang ravish-dar-ravish mile
daaman hii aarzuu kaa mirii tang rah gayaa
Syed Fakhruddiin Balley
Ghazal
gul-haa-e-nau-bahaar hai.n aa.ngan me.n zard zard
pe.Do.n pe khil rahii hai KHizaa.n ghar udaas hai
Isma Hadia
Ghazal
gul-haa-e-rang-rang hai.n in ko nahii.n sabaat
chupke se ye sabaa ne kahaa aur ba.Dh ga.ii
Begum Mumtaz Mirza
Ghazal
mausam badal gayaa hai sabaa KHush-KHiraam hai
gul-haa-e-rang-rang se mahke hai.n baaG bhii
Siddiq Fatahpuri
Ghazal
gul-haa-e-husn-e-yaar me.n daaman-kash-e-nazar
mai.n ab hariis-e-gulshan-e-jannat nahii.n rahaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
naazaa.n hai.n josh-e-husn pe gul-haa-e-dil-fareb
joban dikhaa rahaa hai ye aalam ubhaar kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
darkaar hai shaguftan-e-gul-haa-e-aish ko
sub.h-e-bahaar pumba-e-miinaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
dard kaa darmaa.n suKHan-haa-e-shagufta bhii nahii.n
be-asar hai sab tirii jaaduu-bayaanii aur bas