SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-posh"
Ghazal MATCHES FOR "gul-posh"
Ghazal
Fazil Kashmiri
Ghazal
jaada-e-shauq hai gul-posh to pur-KHaar bhii hai
justujuu hai tirii aasaan to dushvaar bhii hai
Talib Mahmud
Ghazal
Zauqi Muzaffar Nagari
Ghazal
u.Dtaa rahaa to chaa.nd se yaaraana thaa miraa
ghaayal hu.aa to vaadii-e-gul-posh me.n giraa
Qateel Shifai
Ghazal
ye vaadi-e-gul-posh hasiino.n ke ye jhurmuT
har samt sitaaro.n ke chaman dekh rahaa huu.n
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
kuchh us ke tasavvur me.n vo raahat hai ki barso.n
baiThe yuu.nhii is vaadii-e-gul-posh me.n rahiye
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
qad tiraa ai but-e-gul-posh ho gar saaya-fagan
to qayaamat ho sar-e-KHaak-e-shahiidaa.n paidaa
Shah Naseer
Ghazal
raaho.n me.n 'qatiil' aa.e.nge sau aa.ina-KHaane
lekin miraa gul-posh qalam saath rahegaa
Qateel Shifai
Ghazal
pa.e gul-gasht vo gul-posh jo aa.e 'gulzaar'
zindagii sabze ke maanind bichhaa dete hai.n
Gulzar Dehlvi
Ghazal
mirii nigaah ke daaman ko khii.nch letii hai.n
tire KHayaal kii gul-posh vaadiyaa.n kyaa kyaa
Salahuddin Nadeem
Ghazal
jaane kab raahguzar shauq kii hogii gul-posh
aaj guzre hai.n ka.ii aabla-paa sunte hai.n
Alqama Shibli
Ghazal
vo bahaaro.n kaa samaa.n aur vo gul-posh chaman
aise maahaul me.n vo dil hii dukhaane aate
Indira Varma
Ghazal
huuraa.n na kare.n KHuld ke gulbun kaa nazaaraa
jab siim-badan apne ko gul-posh kare tuu
Faez Dehlvi
Ghazal
itne shaatir hai.n yahaa.n log kisii gulchii.n se
gul bachaate hu.e gul-posh me.n gir jaate hai.n
Rajneesh Sachan
Ghazal
zahr piite hu.e KHaamosh hii rahnaa thaa mujhe
shaaKH-e-tasliim se gul-posh piyaala thaa miraa