SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-posh"
Nazm MATCHES FOR "gul-posh"
Nazm
mahatma gandhi
fanaa-kade ko banaayaa hai jannat-e-gul-posh
ravaa.n-davaa.n hai.n jahaa.n niil-o-gang dosh-ba-dosh
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
raushniyan
kitnii gul-posh naqra.ii baa.nhe.n
dil ko halqe me.n le ke gaatii hai.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
main kyun bhul jaun
vo gul-posh raate.n vo dilkash nazaare
manaazir simaTte hu.e aabjuu me.n
Arsh Malsiyani
Nazm
dehli ki sair
ruuh-e-chaman KHaamosh yahaa.n hai
KHaak-e-vatan gul-posh yahaa.n hai
Alqama Shibli
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
gul-posh makaa.n aur gul-andaam makii.n bhii
kamyaab nahii.n husn zamaane me.n kahii.n bhii
Arsh Malsiyani
Nazm
KHak-e-dil
dafn hai dekh mirii ruuh-e-gulistaa.n tujh me.n
merii gul-posh javaa.n-saal uma.ngo.n kaa suhaag
Jan Nisar Akhtar
Nazm
gulha-e-aqidat
aarzuu me.n terii ai gul-posh shahzaadii na puuchh
kaise aalam-taab sardaaro.n ke sar jaate rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
subh-e-ubudiyat
mujhe KHabar hai ki gul-posh shaah-raaho.n par
lahuu kaa raqs hai sho.alo.n kii gungunaahaT hai
Hurmatul Ikaram
Nazm
zamana
fusuu.n-zaar-e-dauraa.n ko gul-posh kartaa
zamaana guzartaa chalaa jaa rahaa hai
Hurmatul Ikaram
Nazm
pahla patthar
lekin is shahr-e-sitam-pesha me.n kuchh bhii na hu.aa
mirii jaanib ko.ii gul-posh dariicha na khulaa
Musavvir Sabzwari
Nazm
holi
vo surKH-posh gulistaa.n me.n rang khelaa hai
gul-o-saman pe hai turfa nikhaar holii me.n
Birj Lal Raana
Nazm
halla bolne wale
aa.ndhii thii tuufaan thaa kyaa thaa
merii mez pe kaun aayaa thaa
Muzaffar Hanfi
Nazm
tere baghair
aa ki dil kii chaa.ndnii ruu-posh hai tere baGair
aa ki saaz-e-zindagii KHaamosh hai tere baGair
Jauhar Nizami
Nazm
sham-e-bahaar
zau-fishaa.n hai falak pe maah-e-mubii.n
chaa.ndnii se chamak uThii hai zamii.n