SEARCH RESULTS
Showing search results for "gunna"
Ghazal MATCHES FOR "gunna"
Ghazal
hayaat kyaa hai KHayaal o nazar kii majzuubii
KHudii kii maut hai andesha-haa-e-guunaa-guu.n
Allama Iqbal
Ghazal
ham to kahne jaa rahe the hamza-e-ye vassalaam
biich me.n us ne achaanak nuun-Gunna kar diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
mai se Garaz nashaat hai kis ruu-siyaah ko
ik-guuna be-KHudii mujhe din raat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
aabid umar
Ghazal
tire haath se milii hai mujhe aa.nsu.o.n kii maalaa
tirii zulf ho do-guuna tiraa husn ho do-baalaa
Kaleem Aajiz
Ghazal
jis qadar ghaayal kiyaa KHud sau gunaa ghaayal hu.aa
ishq hii to thaa miraa hathiyaar pahlaa aaKHirii
aabid umar
Ghazal
apnii suurat me.n bhii 'KHaatir' ek guuna sehr thaa
aa.ina-KHaano.n me.n farzaane bhii diivaane hu.e
Khatir Ghaznavi
Ghazal
ek diivaane ko itnaa hii sharaf kyaa kam hai
zulf o zanjiir se yak-guuna shaGaf kyaa kam hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
yak-guuna be-KHudii ko hii ab Dhuu.nDhtaa hai dil
Gam aur KHushii kaa bojh baraabar hai kyaa karuu.n
Salman Akhtar
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
jin ko hai tirii zaat se yak-guuna ta.alluq
vo tere taGaaful kii bhii parvaa nahii.n karte
Saghar Nizami
Ghazal
sau-gunaa hote hu.e bhii jis ne baazii haar dii
aisii buzdil bhii.D kaa mujh ko numaa.inda na kar
Aqeel Shadab
Ghazal
ibaadato.n ke maraatib buland ho.n kaise
tire amal me.n gunaa kaa hai irtikaab Galat
Noor muneeri
Ghazal
gul-guuna-e-taraqqii-e-tahziib-o-'ilm se
shukr-e-KHudaa ki surKH hai.n ruKHsaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
hai aaj dil pe gumaa.n husn-e-naa-shanaasii kaa
jalaa chuke jab use jalvaa-haa-e-guunaa-guu.n