SEARCH RESULTS
Showing search results for "gurg"
Ghazal MATCHES FOR "gurg"
Ghazal
sub.h-e-qayaamat ek dum-e-gurg thii 'asad'
jis dasht me.n vo shoKH-e-do-aalam shikaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
gurg vahaa.n ko.ii sar nahii.n kartaa aahuu par banduuq
us bastii ko jangal kahnaa jangal kii tauhiin
Irfan Siddiqi
Ghazal
dahan-e-gurg se jiitaa jo bachuu.n sahraa me.n
zab.h karne ke liye mol le qassaab mujhe
Haidar Ali Aatish
Ghazal
zaKHmii hu.aa hai naam ko dar-parda husn bhii
yuusuf kaa KHuun-e-gurg se hai pairahan KHaraab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
gurg-e-ehsaas se bachne kii to ko.ii nahii.n raah
sag-e-taKH.iil pe band aa.nkh kaa darvaaza kare.n
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
mere rone par jo royaa aadmii fahmiida hai
naaseh-e-aaqil puraanaa gurg-e-baaraa.n-diida hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
be-zahmat-e-shikaar hii khaa.egaa kyaa unhe.n
kyuu.n gurg bakriyo.n kaa nigahbaa.n hai aaj-kal
Fazl Ahmad kariim Fazli
Ghazal
ishq ne aa kar pachhaa.Daa dil katii.n
gurg nii.n aahuu sii.n kii ja.ngalii tarah
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
Radhe Shiyam Rastogi Ahqar
Ghazal
uThegaa shor-e-qayaamat bapegaa hashr 'sahar'
jo un kii gurg-shanaasaa.ii mo'tabar hogii
Badiuzzaman Sahar
Ghazal
ki gurg me.n badal ga.e vo jitne mere yaar the
shaGaal jaa.n-nisaar the ajiib meraa KHvaab thaa
Javed Nadeem
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
huzuur-e-yaar hu.ii daftar-e-junuu.n kii talab
girah me.n le ke garebaa.n kaa taar taar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
baar baar uThnaa usii jaanib nigaah-e-shauq kaa
aur tiraa Gurfe se vo aa.nkhe.n la.Daanaa yaad hai