SEARCH RESULTS
Showing search results for "gurg"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gurg"
Nazm
kisan
jhuTpuTe kaa narm-rau dariyaa shafaq kaa iztiraab
khetiyaa.n maidaan KHaamoshii Guruub-e-aaftaab
Josh Malihabadi
Ghazal
sub.h-e-qayaamat ek dum-e-gurg thii 'asad'
jis dasht me.n vo shoKH-e-do-aalam shikaar thaa
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "gurg"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gurg"
Ghazal
dahan-e-gurg se jiitaa jo bachuu.n sahraa me.n
zab.h karne ke liye mol le qassaab mujhe
Haidar Ali Aatish
Ghazal
zaKHmii hu.aa hai naam ko dar-parda husn bhii
yuusuf kaa KHuun-e-gurg se hai pairahan KHaraab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
gurg-e-ehsaas se bachne kii to ko.ii nahii.n raah
sag-e-taKH.iil pe band aa.nkh kaa darvaaza kare.n
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
mere rone par jo royaa aadmii fahmiida hai
naaseh-e-aaqil puraanaa gurg-e-baaraa.n-diida hai
Dagh Dehlvi
Kulliyat
qissa nahii.n sunaa kyaa yuusuf hii kaa jo tuu ne
ab bhaa.iyo.n se chande to gurg-aashtii kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
be-zahmat-e-shikaar hii khaa.egaa kyaa unhe.n
kyuu.n gurg bakriyo.n kaa nigahbaa.n hai aaj-kal
Fazl Ahmad kariim Fazli
Rubai
'haalii' rah-e-raast jo ki chalte hai.n sadaa
KHatra unhe.n gurg kaa na Dar shero.n kaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ishq ne aa kar pachhaa.Daa dil katii.n
gurg nii.n aahuu sii.n kii ja.ngalii tarah
Obaidullah Khan Mubtala
Rubai
kyaa dard-e-kanaar ne sataayaa hai 'muniir'
ye gurg-e-baGal raah me.n haath aayaa hai
Muneer Shikohabadi
Kulliyat
khol aa.nkhe.n sub.h se aage ki sher allaah ke
dekhte rahte hai.n Gaafil vaqt-e-gurg-o-mesh ko
Meer Taqi Meer
Ghazal
Radhe Shiyam Rastogi Ahqar
Ghazal
uThegaa shor-e-qayaamat bapegaa hashr 'sahar'
jo un kii gurg-shanaasaa.ii mo'tabar hogii








