SEARCH RESULTS
Showing search results for "guzaarishe.n"
Ghazal MATCHES FOR "guzaarishe.n"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Gazal ke parde me.n be-parda KHvaahishe.n likhnaa
na aayaa ham ko barahna guzaarishe.n likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mai.n kar rahaa thaa du.aa kii guzaarishe.n us se
so kah ga.ii hai udaasii kii shaam ishq ba-KHair
Rehman Faris
Ghazal
Afzal Peshawari
Ghazal
Arsh Sahbai
Ghazal
qafas kii qaid se apnii rihaa.ii kii har dam
guzaarishe.n ye parinde tamaam karte hai.n
Saarik Khan Saarik
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
'saaGar' vo kah rahe the ki pii liijiye huzuur
un kii guzaarishaat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
un kii appeal hai ki unhe.n ham madad kare.n
chaaquu kii pasliyo.n se guzaarish to dekhiye
Dushyant Kumar
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
bin maa.nge mil rahaa ho to KHvaahish fuzuul hai
suuraj se raushnii kii guzaarish fuzuul hai
Shahid Zaki
Ghazal
KHur shabnam-aashnaa na hu.aa varna mai.n 'asad'
sar-taa-qadam guzaarish-e-zauq-e-sujuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tumhaare har ishaare par sar-e-tasliim KHam lekin
guzaarish hai ki jazbaat-e-mohabbat ko zaraa samjho
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
mai.n ne to sirf guzaarish kii thii
sab kii nazro.n me.n shikaayat hii sahii