SEARCH RESULTS
Showing search results for "ha.ngaama-e-alast"
Ghazal MATCHES FOR "ha.ngaama-e-alast"
Ghazal
'anjum' sharaar-e-ishq hai ha.ngaama-e-alast
band-e-hijaab se use Gaafil kashiid kar
Anjum Usman
Ghazal
ruu-posh nigaaho.n se hai hangaama-e-fardaa
aa.iina-e-idraak pe bhii gard jamii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Samar Khanabadosh
Ghazal
mansuur piite hii mai-e-ulfat bahak gayaa
jaam-e-mai-e-alast bharaa thaa chhalak gayaa
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
ham bhii the roz-e-azal sohbatii-e-bazm-e-alast
bhuultii hii nahii.n vo lazzat-e-guftaar hanuuz
Abdul Aleem Aasi
Ghazal
letaa hai jaan merii to me.n sar-ba-dast huu.n
ai yaar mai.n to kushta-e-roz-e-alast huu.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
tamkii.n Gazab hai saaqii-e-daur-e-alast me.n
shaayad KHayaal-e-garmii-e-mahfil nahii.n rahaa
Bekhud Mohani
Ghazal
jaam-e-mai-e-alast se sarshaar ho ga.e
ya.anii rahiin-e-KHaana-e-KHammaar ho ga.e
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
mai-KHaana-e-alast kaa vo ri.nd huu.n 'fanaa'
jis par nigaah Daal dii mastaana kar diyaa
Fana bulandshahri
Ghazal
Hidayatullah
Ghazal
Ghubaar Bhatti
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
mai-KHaana-e-alast se elaan ho gayaa
saaqii kaa izn-e-aam hai ab kii bahaar me.n
Mahmood Abdul Qadeer
Ghazal
mujh pe hii baada-mastii kii tohmat lagii thii aur
KHum-KHaana-e-alast kaa saagar bhii mai.n hii thaa
Ahmad Sageer
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye dahr bhii to hai mai-KHaana-e-alast-numaa
raho yahaa.n bhii kisii ri.nd-e-paarsaa kii tarah