SEARCH RESULTS
Showing search results for "haTte"
Ghazal MATCHES FOR "haTte"
Ghazal
qadiim se haTe to ham jadiid me.n ulajh ga.e
nikal ke gardish-e-falak se mausamo.n ke jaal me.n
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
aziiz the hamii.n nau-vaaridaan-e-kuucha-e-ishq
so piichhe haTte ga.e raasta diye ga.e ham
Iftikhar Arif
Ghazal
jii hii haTe na meraa to us ko kyaa karuu.n mai.n
har-chand baiThtaa huu.n majlis me.n us se haT haT
Meer Taqi Meer
Ghazal
apne hii ghar ke saamne huu.n but banaa hu.aa
parde haTe hu.e hai.n dariicha khulaa hu.aa
Javed Nasir
Ghazal
aage niklaa hai to phir aage nikaltaa chalaa jaa
piichhe haTte hu.e saalaar kii jaanib mat dekh
Azhar Abbas
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
kabhii to chashm-e-falak me.n hayaa dikhaa.ii de
ki dhuup sar se haTe aur ghaTaa dikhaa.ii de
Inaam azmi
Ghazal
haTe ye aa.ina mahfil se aur tuu aa.e
ko.ii to ho jo kabhii dil ke ruu-ba-ruu aa.e
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
haTe na apnii tabii.at se husn-o-ishq kabhii
hazaar baar zamaane me.n inqalaab aayaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
vo gard u.Daa.ii kisii ne ki saa.ns ghuTne lagii
haTe ye raah se diivaar to havaa aa.e
Baqi Siddiqui
Ghazal
raushan karo mujhe ki zaraa tiirgii haTe
bekaar kab se taaq pe rakkhaa hu.aa huu.n mai.n
Imran Badayuni
Ghazal
jab se aa.nkho.n me.n tire rang bhare hai.n darvesh
ham ko suukhe hu.e jangal bhii hare hai.n darvesh
Saleem Siddiqui
Ghazal
uThaa le haath me.n patthar agar sune ko.ii
ajiib haal mire zehn kii pukaar kaa hai
Masoom Ansari
Ghazal
chehro.n ke KHadd-o-KHaal salaamat hai.n yaa nahii.n
ab aa.ino.n se gard haTe to pataa chale
Shoaib Nizam
Ghazal
nigaaho.n se parde haTe jaa rahe hai.n
KHudii kii KHudaa.ii fanaa ho rahii hai