SEARCH RESULTS
Showing search results for "haale"
Ghazal MATCHES FOR "haale"
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
ham labo.n se kah na paa.e un se haal-e-dil kabhii
aur vo samjhe nahii.n ye KHaamoshii kyaa chiiz hai
Nida Fazli
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
ye kis ne jalva hamaare sar-e-mazaar kiyaa
ki dil se shor uThaa haa.e be-qaraar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
haal-e-dil mujh se na puuchho mirii nazre.n dekho
raaz dil ke to nigaaho.n se adaa hote hai.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
haal-e-dil puuchhne vaale tirii duniyaa me.n kabhii
din to hotaa hai magar raat nahii.n hotii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
be-niyaazii had se guzrii banda-parvar kab talak
ham kahe.nge haal-e-dil aur aap farmaave.nge kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
haal-e-dil nahii.n ma.aluum lekin is qadar ya.anii
ham ne baar-haa Dhuu.nDaa tum ne baar-haa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kahaa jo haal-e-dil apnaa to us ne ha.ns ha.ns kar
kahaa ''Galat hai ye baate.n jo tum banaate ho''