SEARCH RESULTS
Showing search results for "haale"
Nazm MATCHES FOR "haale"
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
haal-e-dil bhii na kah sakaa garche
tuu rahii muddato.n qariib mire
Saifuddin Saif
Nazm
hubb-e-watan
tum har ik haal me.n ho yuu.n to aziiz
the vatan me.n magar kuchh aur hii chiiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
isi do-rahe par
aur ye ahd kiyaa thaa ki ba-ii.n haal-e-tabaah
ab kabhii pyaar bhare giit nahii.n gaa.u.ngaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
zalzala
jaa ke nazdiik ye nazzaara-e-hirmaa.n dekhaa
ek hasiina ko ba-sad haal-e-pareshaa.n dekhaa
Shakeel Badayuni
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
sayyad se aaj hazrat-e-vaa.iz ne ye kahaa
charchaa hai jaa-ba-jaa tire haal-e-tabaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
dil-ashob
ye shaKHs yahaa.n paamaal rahaa, paamaal gayaa
tirii chaah me.n dekhaa ham ne ba-haal-e-KHaraab ise
Ibn۔e۔Insha
Nazm
chaaragar
bayaa.n haal-e-dil mai.n karuu.n kyuu.n zabaa.n se
ko.ii jaantaa hai mai.n kyaa chaahtaa huu.n
Darshan Singh
Nazm
safar-e-aKHir-e-shab
bahut qariib se aa.ii havaa-e-daaman-e-gul
kisii ke ruu-e-bahaarii.n ne haal-e-dil puuchhaa