SEARCH RESULTS
Showing search results for "haisiyat"
Ghazal MATCHES FOR "haisiyat"
Ghazal
dosto.n se jaa kar jab mashvara kiyaa to phir
mai.n ne kuchh nahii.n likhaa haisiyat ke KHaane me.n
Amir Ameer
Ghazal
mai.n ek zarra mirii haisiyat hii kyaa hai magar
havaa ke saath huu.n u.Dte hu.e Gubaar me.n huu.n
Adil Mansuri
Ghazal
agar thaa us ko mirii haisiyat kaa andaaza
to kyuu.n vo apnaa KHariidaar karne aayaa thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
zamaana laakh samajhtaa ho ahmiyat merii
mirii nazar me.n nahii.n ko.ii haisiyat merii
Siya sachdev
Ghazal
Nusrat Mehdi
Ghazal
aisii zaalim daastaane.n kaan me.n pa.Dtii rahii.n
haisiyat jin kii tilismii maajraa se kam na thii
Khayal Amrohvi
Ghazal
zindagii kii haisiyyat buu.nd jaise paanii kii
naachtii hai sholo.n par chashm-e-nam me.n jaltii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Imran Saghar
Ghazal
ba.Dhii hai haisiyat phir bhii magar kyo.n
mere armaan ghaTte jaa rahe hai.n
Dr. Bhawana Srivastava
Ghazal
tumhaare pyaar ne mash.huur kar diyaa varna
mai.n ik Gariib bhalaa kyaa hai haisiyat merii
Mustafa Jameel
Ghazal
Gair kii kuchh haisiyat bhii aap ko ma.aluum hai
KHud hai chaukiidaar baada us kaa barfandaaz hai
Boom Merathi
Ghazal
faqiih-e-shahr ke fatve kii haisiyat kyaa hai
to KHud ko apnii nigaaho.n me.n surKH-ruu rakhnaa
Akbar Hameedi
Ghazal
jis tarah bhii dekhiye dahshat kaa ik maahaul hai
ik khilaune ke baraabar haisiyat hai jaan kii
Mansoor Khushtar
Ghazal
naam sab kaa gintii huu.n dosto ke mai.n apne
jab bhii puuchh letaa hai ko.ii haisiyat merii