SEARCH RESULTS
Showing search results for "halaf"
Ghazal MATCHES FOR "halaf"
Ghazal
halaf uThaa.e hai.n majbuuriyo.n ne jis ke liye
use bhii log kisii roz qibla-ruu karte
Mustafa Zaidi
Ghazal
sanad be-ai.tmaadi kii hai qabl-e-imtihaa.n goyaa
bayaan-e-haal kai pahle halaf lenaa gavaaho.n se
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
uThaa liyaa hai halaf garche jaa.n-nisaarii kaa
mujhe sambhaal ki hotaa huu.n baar baar apnaa
Ghalib Ayaz
Ghazal
yaqiin ho to mirii baat yuu.nhii sun lo tum
halaf uThaa ke to jhuuTaa bayaan hotaa hai
Sarita Jain
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
is imtihaan me.n aa.nkhe.n halaak hotii hai.n
halaf uThaa to liyaa hai hifaazat-e-shab kaa
Saleem Siddiqui
Ghazal
Shaziya Akbar
Ghazal
dil me.n nahii.n hai jis kaa ko.ii paas-o-ehtiraam
le kar usii kaa naam uThaa.e halaf ko.ii
Azeez Baghravi
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
us ne jaltii hu.ii peshaanii pe jab haath rakhaa
ruuh tak aa ga.ii taasiir masiihaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
tum takalluf ko bhii iKHlaas samajhte ho 'faraaz'
dost hotaa nahii.n har haath milaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
jab shaaKH ko.ii haath lagaate hii chaman me.n
sharmaa.e lachak jaa.e to lagtaa hai ki tum ho