SEARCH RESULTS
Showing search results for "ham-paimana"
Ghazal MATCHES FOR "ham-paimana"
Ghazal
dekhiye chaltaa hai paimaana kidhar se pahle
bazm me.n shor hai har samt idhar se pahle
Azhar Lakhnawi
Ghazal
labrez ho chukaa hai paimaana zindagii kaa
sun jaa.o ab bhii aa kar afsaana zindagii kaa
Abr Ahsani Gunnauri
Ghazal
Muhammad Faizan
Ghazal
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
fasl-e-bahaar aa.ii hai paimaana chaahiye
bulbul ke saath naara-e-mastaana chaahiye
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Ameen Hazin
Ghazal
vahii hai mai vahii shiisha vahii hai paimaana
pe mai-kashii ke jo aadaab the vo badle ga.e
Naeema Jafri Pasha
Ghazal
sham.a kii nazro.n me.n saudaa.ii hai parvaana abhii
soz-o-saaz-e-ishq se hai husn begaana abhii
Sabir Abuhari
Ghazal
hayaat-e-gul kaa hayaat-e-chaman hai paimaana
amar hai phuul chaman ko agar davaam rahaa
Jafar Baluch
Ghazal
aaKHir saf tak aate aate har paimaana chhalkaa hai
lekin ham tak aate aate TuuT gayaa paimaana bhii
Shahid Ishqi
Ghazal
ik taraf jaltaa rahaa parvaana sham-e-bazm par
ik taraf ham sham.a-ruKH par ban ke parvaana rahe
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
hangaama-haa-e-baada-o-paimaana dekh kar
ham ruk ga.e hai.n raah me.n mai-KHaana dekh kar
Arsh Sahbai
Ghazal
tirii nigaah kii tausiif ho rahii hai magar
mirii hii tishna-labii bhar rahii hai paimaana