SEARCH RESULTS
Showing search results for "hamdam"
Ghazal MATCHES FOR "hamdam"
Ghazal
fitrat-e-husn to ma.aluum hai tujh ko hamdam
chaara hii kyaa hai ba-juz sabr so hotaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ko.ii ham-dam na rahaa ko.ii sahaaraa na rahaa
ham kisii ke na rahe ko.ii hamaaraa na rahaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
kahaa la.Daate ho kyuu.n ham se Gair ko hamdam
kahaa ki tum bhii to ham se nigah la.Daate ho
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
dil o jaa.n fidaa-e-raahe kabhii aa ke dekh hamdam
sar-e-kuu-e-dil-figaaraa.n shab-e-aarzuu kaa aalam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dost kuchh aur bhii hai.n tere alaava mire dost
ka.ii sahraa mire hamdam ka.ii dariyaa mire dost
Idris Babar
Ghazal
hamdam yahii hai rahguzar-e-yaar-e-KHush-KHiraam
guzre hai.n laakh baar isii kahkashaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
abhii se tujh ko bahut naagavaar hai.n hamdam
vo haadsaat jo ab tak ravaa.n-davaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
vo daad-o-diid garaa.n-maaya shart hai hamdam
vagarna mehr-e-sulaimaan-o-jaam-e-jam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hamdam hadiis-e-kuu-e-malaamat sunaa.iyo
dil ko lahuu kare.n yaa garebaa.n rafuu kare.n