SEARCH RESULTS
Showing search results for "hammaam"
Ghazal MATCHES FOR "hammaam"
Ghazal
hammaam ke aa.iine me.n shab Duub rahii thii
cigarette se na.e din kaa dhu.aa.n phail rahaa thaa
Adil Mansuri
Ghazal
ek hammaam me.n tabdiil hu.ii hai duniyaa
sab hii na.nge hai.n kise dekh ke sharmaa.uu.n mai.n
Sulaiman Areeb
Ghazal
hammaam ne to aur bhii chamkaa diyaa badan
goyaa nahaa ke nikle hai.n aab-e-guhar se aap
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Parvez Shahidi
Ghazal
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
jaataa hai bahr-e-Gusl jo ai KHush-dimaaG tuu
jaltaa hai uud garmii-e-hammaam ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ek hammaam me.n goyaa ki sabhii nange hai.n
sharm aatii hai na duniyaa ko hayaa aatii hai
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
Jafar Tahir
Ghazal
hammaam me.n jaane ke liye kyaa kahiye ko.ii
vo to araq-e-sharm me.n nahlaa.e hu.e hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
uryaa.n na vo nahaayaa hammaam ho ki dariyaa
chashm-e-hubaab ne bhii us kaa badan na dekhaa
Shuoor Bilgrami
Ghazal
tum nahaa lo jald varna rashk se mar jaa.uu.ngaa
dam me.n ab saaya sar-e-diivaar-e-hammaam aa.egaa
Rasheed lakhnavi
Ghazal
Saadat Aabidi
Ghazal
sard-mehrii se kisii ko jo hu.ii haajat-e-Gusl
garm-joshii ko baGal me.n liye hammaam aayaa