SEARCH RESULTS
Showing search results for "hamsaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "hamsaa.e"
Ghazal
aaj bhii gaa.nv me.n kuchh kachche makaano.n vaale
ghar me.n ham-saa.e ke faaqa nahii.n hone dete
Meraj Faizabadi
Ghazal
dekh kar apne dar-o-baam laraz jaataa huu.n
mire ham-saa.e me.n jab bhii ko.ii diivaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
ham-saa.e jaagte rahe naalo.n se raat bhar
so.e hu.e nasiib ko kyuu.nkar jagaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
vo aa rahaa mire ham-saa.e me.n to saa.e se
hu.e fidaa dar-o-diivaar par dar-o-diivaar
Mirza Ghalib
Ghazal
har ahl-e-havas jeb me.n bhar laayaa hai patthar
ham-saa.e kii bairii pe abhii bor pa.Daa hai
Tanveer Sipra
Ghazal
ik shajar aisaa mohabbat kaa lagaayaa jaa.e
jis kaa ham-saa.e ke aa.ngan me.n bhii saayaa jaa.e
Zafar Zaidi
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
ham-saa.e me.n shaitaan bhii rahtaa hai KHudaa bhii
jannat bhii mayassar hai jahannam kii havaa bhii
Imran Aami
Ghazal
Qaisarul Jafri
Ghazal
Saeed Qais
Ghazal
dikhaa.ii chashm-e-Gazaalaa.n ne halqa-e-zanjiir
hame.n to gosha-e-sahraa bhii qaid-KHaana hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
saaz uThaayaa jab to garmaate phire zarro.n ke dil
jaam haath aayaa to mahr o mah ke ham-saa.e hu.e
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
un ke bhii apne KHvaab the apnii zaruurate.n
ham-saa.e kaa magar vo galaa kaaTte na the
Azhar Inayati
Ghazal
KHud ko ab gard ke tuufaa.n se bachaa.o 'qaisar'
tum bahut KHush the ki ham-saa.e kii diivaar girii