SEARCH RESULTS
Showing search results for "haq-e-bandagii"
Ghazal MATCHES FOR "haq-e-bandagii"
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
majaaz KHud hii haqiiqat kaa ruup Dhaalegaa
ye shart hai ki haq-e-bandagii adaa to karo
Jagjeewan Lal Asthana sahar
Ghazal
faash hai.n mujh pe raaz-e-yazdaanii
azmat-e-bandagii se vaaqif huu.n
Sultanul Haq Shaheedii Kaashmiri
Ghazal
bad-KHuu-o-bad-zabaan kaho be-adab kaho
taariif me.n ai dosto har 'haq'-bayaan kii
Syeda Arshia Haq
Ghazal
haq to ye hai ki mujhe apne hii dil ne luuTaa
kuchh tiraa shikva-e-bedaad karuu.n yaa na karuu.n
Sultanul Haq Shaheedii Kaashmiri
Ghazal
ye to ham aise musaafir yahaa.n aa.e the kabhii
varna sahraa kabhii gulzaar nahii.n ho saktaa
Ikram-ul-Haq Sarshar
Ghazal
haq mohabbat kaa adaa ho ye zaruurii to nahii.n
dard-e-dil kii bhii davaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
M. A. Qadeer
Ghazal
apne hii ghar kii kisii shai pe nahii.n haq apnaa
is se behtar thaa ki ham be-sar-o-saamaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
apne hii ghar kii kisii shai pe nahii.n haq apnaa
is se behtar thaa ki ham be-sar-o-saamaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
ham raah-rav-e-manzil dushvaar rahe hai.n
har tarah musiibat me.n giraftaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
jabii.n pe kyaa kiyaa tahriir KHaama-e-haq ne
ki aagahii bhii samajhtii hai sar-phiraa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
shauq jab bhii bandagii kaa rahnumaa hotaa nahii.n
zindagii se zindagii kaa haq adaa hotaa nahii.n
Ibn-e-Mufti
Ghazal
ilm-o-hunar hai mulk ko darkaar aaj-kal
ham KHud bhale-bure ke hai.n muKHtaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
husuul-e-azmat-e-maazii kaa KHvaab rakhte hai.n
kahaa.n ham aaj bhii apnaa javaab rakhte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ye shaaKH-e-gul kii lachak bhii payaam rakhtii hai
basaan-e-teG the jo ham ko haq-parast mile