SEARCH RESULTS
Showing search results for "harbe"
Ghazal MATCHES FOR "harbe"
Ghazal
ghumaa-phiraa ke judaa.ii kii baat kartii thii
hamesha hijr ke harbe talaash kartii thii
Wasi Shah
Ghazal
laakh harbe sahii har vaz' ke shaitaan ke paas
Dhaal iimaan kii maujuud ho insaan ke paas
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
hai harb-e-ishq fat.h kii KHvaahish se be-niyaaz
ye baat alag ki haar ke bhii fat.h naam hai
Yahya Amjad
Ghazal
Raoof Khair
Ghazal
harbe sab un ke un ko hii lauTaa diye ga.e
hairat se ban ga.e hai.n vo tasviir dekhnaa
Anjum Irfani
Ghazal
be-niyaazii aaj se karte hai.n ham bhii iKHtiyaar
un ke harbe ko unhii.n par aazmaanaa chaahiye
Makhmoor Jalandhari
Ghazal
kaaravaa.ii jab karoge nek logo.n ke KHilaaf
dekh lenaa saare harbe be-asar ho jaa.e.nge
Ahmed Arsalan
Ghazal
hazaar harbe aazmaa.e us ke vaaste 'duraib'
KHayaal haif ko.ii bhii magar saphal nahii.n rahaa
Ghalib Duraib
Ghazal
thake-haare parinde jab basere ke liye lauTe.n
saliiqa-mand shaaKHo.n kaa lachak jaanaa zaruurii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
havaa kaa haath baTaa.uu.ngaa har tabaahii me.n
hare shajar se parinde mai.n KHud u.Daa duu.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
guzishta saal ke zaKHmo hare-bhare rahnaa
juluus ab ke baras bhii yahii.n se niklegaa