SEARCH RESULTS
Showing search results for "harf-e-galat"
Ghazal MATCHES FOR "harf-e-galat"
Ghazal
Husain Khan Danish
Ghazal
nafrate.n miT jaa.e.ngii harf-e-Galat kii tarah se
haa.n magar harf-e-Galat ik daastaa.n ban jaa.egaa
Anees Sultana
Ghazal
mai.n ko.ii qatra-e-shabnam thaa taabish-e-ruKH se
vajuud-e-harf-e-Galat kii tarah miTaa kaise
Aish Meeruthi
Ghazal
miTaa chuke the jo mujh ko misaal-e-harf-e-Galat
zabaa.n pe un kii meraa naam hai ye kyaa kam hai
Raushan Banarasi
Ghazal
kis vaaste likkhaa hai hathelii pe miraa naam
mai.n harf-e-Galat huu.n to miTaa kyuu.n nahii.n dete
Hasrat Jaipuri
Ghazal
aise mirii vafaa kaa sila diijiye mujhe
harf-e-Galat kii tarh miTaa diijiye mujhe
Aftab Alam Shah Rahbar
Ghazal
harf-e-Galat kii tarah miTe jaate hai.n nuquush
raahe.n tamaam raahnumaa.o.n kii zad me.n hai.n
Yawar Warsi
Ghazal
mai.n ek harf-e-Galat huu.n subuut me.n is ke
ko.ii daliil use mustanad nahii.n miltii
Wasim Nadir
Ghazal
dushmanii rasm-e-jahaa.n hai dostii harf-e-Galat
aadmii tanhaa kha.Daa hai zaalimo.n ke saamne
Muneer Niyazi
Ghazal
sab baraabar ke hai.n haqdaar chaman-saazii me.n
phir kise harf-e-Galat kah ke miTaayaa jaa.e
Khwaja Shauq
Ghazal
ek aa.nsuu bhii nahii.n ek tabassum bhii nahii.n
miT ga.e harf-e-Galat ban ke muqaddar kitne
Raza Amrohvi
Ghazal
miraa vajuud bhii hai aap kii jabii.n kaa daaG
ise bhii harf-e-Galat kii tarah miTaa diije
Anwar Anjum
Ghazal
miraa vajuud bhii hai aap kii jabiin kaa daaG
use bhii harf-e-Galat kii tarah miTaa diije