SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasb-zel"
Ghazal MATCHES FOR "hasb-zel"
Ghazal
hasb-e-farmaan-e-amiir-e-qaafila chalte rahe
paa-ba-jaulaa.n diida-o-lab-doKHta chalte rahe
Syed Naseer Shah
Ghazal
duur rahtaa thaa magar mujh pe nazar rakhtaa thaa
jaane vo kaun thaa jo merii KHabar rakhtaa thaa
Ayyub Saleem
Ghazal
masjid ke zer-e-saaya KHaraabaat chaahiye
bhau.n paas aa.nkh qibla-e-haajaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
kyuu.n ziist kaa har ek fasaana badal gayaa
ye ham badal ga.e ki zamaana badal gayaa
Anand Narayan Mulla
Ghazal
na puuchh marg-e-shanaasaa.ii kaa sabab kyaa hai
kabhii hame.n thaa ta'alluq sabho.n se ab kyaa hai
Siddique Mujibi
Ghazal
pa.De hai.n raah me.n jo log be-sabab kab se
pukaartii hai unhe.n manzil-e-talab kab se
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
Amir Hamza Saqib
Ghazal
gila to aap se hai aur be-sabab bhii nahii.n
magar iraada-e-iz.haar zer-e-lab bhii nahii.n
Iqbal Azeem
Ghazal
kis e'tidaal me.n hai hulaaraa zamiin kaa
TuuTe na inhimaak KHudaaraa zamiin kaa
Rizwan Muqeem
Ghazal
kab talak ye shola-e-be-ra.ng manzar dekhiye
kyuu.n na harf-e-sabz hii likh kar zamii.n par dekhiye
Zeb Ghauri
Ghazal
dil ko ham ne maa.il-e-aah-o-fuGaa.n rahne diyaa
zindagii ko vaqf-e-aalaam-e-jahaa.n rahne diyaa
Nasir Ansari
Ghazal
ba-vaqt-e-fajr a.ndhere se raushnii kii taraf
mai.n raah-e-marg se aayaa huu.n zindagii kii taraf
Tauheed Zeb
Ghazal
rahmat ke vaaste se faqat zul-jalaal kii
jur.at har ek ri.nd ne kii hasb-e-haal kii
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
hashr miraa ba-KHair ho mujh ko banaa rahe ho tum
KHaak me.n jaan Daal kar KHaak u.Daa rahe ho tum
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
kyuu.n aa ga.e hai.n bazm-e-zuhuur-o-numuud me.n
aazaad mard ho ke rahe ham quyuud me.n