SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasnain aaqib"
Ghazal MATCHES FOR "hasnain aaqib"
Ghazal
daanaa.iyaa.n aTak ga.ii.n lafzo.n ke jaal me.n
itne javaab gum hai.n mire ik savaal me.n
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
tumhaare saath ye jhuuTe faqiir rahte hai.n
hamaare saath to munkir-nakiir rahte hai.n
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
paakiizgii nahii.n hai ridaa.o.n me.n in dino.n
ma.asuumiyat rahii na adaa.o.n me.n in dino.n
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
dukh dard Gam hai.n terii inaayaat zindagii
tuu ne nibhaa.ii.n KHuub rivaayaat zindagii
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
pak.Dii na thii kitaab ki ustaad ho ga.e
haath aa ga.ii Gulail to sayyaad ho ga.e
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
vaqt guzraa hai tire hijr me.n aise jaanaa.n
ko.ii machhlii binaa paanii ke ho jaise jaanaa.n
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
aur tho.Daa saa bikhar jaa.uu.n yahii Thaanii hai
zindagii mai.n ne abhii haar kahaa.n maanii hai
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
ham ishq ko faqat ik tajraba samajhte hai.n
ise radiif nahii.n qaafiya samajhte hai.n
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
kuchh silsile falak ke pa.De hai.n ujaa.D se
rishte bane hu.e hai.n zamiin ke pahaa.D se