SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasula-e-mudd.aa"
Ghazal MATCHES FOR "hasula-e-mudd.aa"
Ghazal
'bismil' kii aarzuu.e.n to paamaal kar chuke
ab de rahe ho hasula-e-mudd.aa mujhe
Ram Parshad Sharda
Ghazal
aksar vo ham-kalaam rahe der tak magar
ham arz-e-mudda.aa kaa mahal Dhuu.nDte rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
iltijaa-e-shauq ho lab par na arz-e-mudda.aa
kaif-aavar ho jo ham nazro.n se afsaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
daaman me.n ravaa.n hai.n ashk-e-gulguu.n
mahzar hai ye KHuun-e-mudda.aa kaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
daulat-e-diidaar hasb-e-mudda.aa haasil hu.ii
mil ga.ii jis shaKHs ko taqdiir se iksiir-e-ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mudda'aa dil kaa to mai.n kab kaa bayaa.n kar detaa
par tirii chashm-e-Gazabnaak se Dar lagtaa hai
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
mauj-e-nasiim apnii bahaare.n luTaa ga.ii
lekin KHizaa.n kii muda-dilii kam na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
vafuur-e-hausla-e-arz-e-mudda.aa na rahaa
milaa jo us se to baaqii ko.ii gila na rahaa
Akhtar Siddiqui
Ghazal
bahr-e-husuul-e-mudda.aa raat din ek kiijiye
raah-e-talab ke vaaste shaam nahii.n sahar nahii.n
Natiq Gulavthi
Ghazal
sabab be-qaraarii kaa merii yahii hai
ki mai.n haasil-e-mudda.aa chaahtaa huu.n