SEARCH RESULTS
Showing search results for "hijrat"
Ghazal MATCHES FOR "hijrat"
Ghazal
sahraa se aane vaalii havaa.o.n me.n ret hai
hijrat karuu.ngaa gaa.nv se gaa.nv me.n ret hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Jamal Ehsani
Ghazal
kaahe kaa tark-e-vatan kaahe kii hijrat baabaa
isii dhartii kii isii desh kii aulaad hai.n ham
Meraj Faizabadi
Ghazal
mai.n bahut kamzor thaa is mulk me.n hijrat ke ba.ad
par mujhe is mulk me.n kamzor-tar us ne kiyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
Liaqat Jafri
Ghazal
har na.ii nasl ko ik taaza madiine kii talaash
saahibo ab ko.ii hijrat nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
ye hijrato.n kaa zamaanaa bhii kyaa zamaanaa hai
unhii.n se duur hai.n jin ke liye kamaanaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
kahaa.n ke naam o nasab ilm kyaa faziilat kyaa
jahaan-e-rizq me.n tauqiir-e-ahl-e-haajat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
nahii.n qubuul mujhe ko.ii bhii na.ii hijrat
kaTaa.uu.n kyuu.n kisii balve me.n KHaandaan ko mai.n
Akhtar Usman
Ghazal
jis taraf chaahuu.n pahu.nch jaa.uu.n masaafat kaisii
mai.n to aavaaz huu.n aavaaz kii hijrat kaisii
Aziz Nabeel
Ghazal
mujhe na jannat-e-gum-gashta kii bashaarat de
ki mujh ko yaad abhii tak hai hijrat-e-avval
Ahmad Faraz
Ghazal
bas hame.n ishq kii aashufta-sarii khii.nchtii hai
rizq ke vaaste ham ne kabhii hijrat nahii.n kii
Saleem Kausar
Ghazal
dil lagaayaa hai to nafrat bhii nahii.n kar sakte
ab tire shahr se hijrat bhii nahii.n kar sakte