SEARCH RESULTS
Showing search results for "hilaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "hilaa.e"
Ghazal
kalii ko chho.D ke naqsh-e-qadam pe baiTh ga.ii
qalam hilaa.e binaa titlii ne Gazal kah dii
Shahzad Qais
Ghazal
yaa aql kii ruubaahii yaa ishq-e-yadul-laahii
yaa hiila-e-afra.ngii yaa hamla-e-turkaana
Allama Iqbal
Ghazal
bazm me.n zikr miraa lab pe vo laa.e to sahii
vahii.n maaluum karuu.n ho.nT hilaa.e to sahii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Danish Naqwi
Ghazal
bandishe.n ishq me.n duniyaa se niraalii dekhe.n
dil ta.Dap jaa.e magar lab na hilaa.e ko.ii
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
chehra pa.Dhnaa chaahuu.n to ojhal ho jaa.e
duur kha.Daa phir haath hilaa.e ik manzar
Khurshid Talab
Ghazal
bahaana chaahiye mujh ko bhii ko.ii rukne kaa
so vo ba-hiila-e-aasaan rok letaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
dahliiz pe dil kii jo qadam rakkhe hai ko.ii
Tik jaa.e hai aise ke hilaa.e na hile hai
Asra Rizvi
Ghazal
kyaa hai jo kaTore ke bhii pairaak nahii.n ham
jiine ko to ye hiila-e-tabrez bahut hai
Abbas Tabish
Ghazal
bahaana chaahtii thii maut bas na thaa apnaa
ki mezbaanii-e-mehmaan-e-hiila-e-juu karte
Yagana Changezi
Ghazal
ko.ii to shakl-e-gumaa.n ho ko.ii to hiila-e-KHair
kisii tarah to basar ab hayaat kii jaa.e
Mahshar Badayuni
Ghazal
du.aa-e-maGfirat tum do utaare qabr me.n ko.ii
pa.Dho talqiin tum shaana hilaa.e jis kaa jii chaahe
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
jalva-e-hilla-e-jannat se ye KHud-rafta hu.aa
mai.n ne kin haatho.n se pahnaa thaa kafan yaad nahii.n
Saqib Lakhnavi
Ghazal
le ga.ii.n haat se.n dil us kii jhukii hu.ii aa.nkhe.n
hiila-e-mardum-e-biimaar kuu.n ku.i kyaa jaane
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kyaa so.iye phir Gul hai dar-e-yaar pe shaayad
chau.nkaa hai vo zanjiir hilaa.e se kisuu kii