SEARCH RESULTS
Showing search results for "hirs"
Ghazal MATCHES FOR "hirs"
Ghazal
kam nahii.n tama-e-ibaadat bhii to hirs-e-zar se
faqr to vo hai ki jo diin na duniyaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
is me.n nahii.n hai daKHl ko.ii KHauf o hirs kaa
is kii jazaa, na is kii sazaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
vo mehrbaa.n hai magar dil kii hirs bhii kam ho
talab karam se ziyaada hai kyaa kiyaa jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Guruur-e-jaa.n ko mire yaar bech dete hai.n
qabaa kii hirs me.n dastaar bech dete hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mana'-e-shai vaa.iz hai vaj.h-e-hirs-e-shai
ab to mai se aur raGbat ho ga.ii
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
Meer Anees
Ghazal
ye ta.ngnaa.e-dahr nahii.n manzil-e-faraaG
Gaafil na paa.nv hirs ke phailaa suke.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
marnaa bhii zaruurii hai KHudaa bhii hai ko.ii chiiz
ai hirs ke bando havas-e-jaah kahaa.n tak
Akbar Allahabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Shamim Karhani
Ghazal
faisal jo paak saaf the aazaad ho ga.e
mai.n thaa asiir-e-hirs-o-havas chiiKHtaa rahaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
kyaa faa.eda gar hirs kare zar kii tuu naadaa.n
kuchh hirs se qaaruu.n kaa KHazaanaa nahii.n miltaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
havaa me.n phirte ho kyaa hirs aur havaa ke liye
Guruur chho.D do ai Gaafilo KHudaa ke liye
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
hirs ke phailte hai.n paa.nv ba-qadr-e-us.at
ta.ng hii rahte hai.n duniyaa me.n faraaGat vaale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kyaa KHabar zaahid-e-qaane ko ki kyaa chiiz hai hirs
us ne dekhii hii nahii.n kiisa-e-zar kii suurat