SEARCH RESULTS
Showing search results for "hirs"
Nazm MATCHES FOR "hirs"
Nazm
muhasara
so ye javaab hai meraa mire aduu ke liye
ki mujh ko hirs-e-karam hai na KHauf-e-KHamyaaza
Ahmad Faraz
Nazm
bad-shuguni
ajab nahii.n mere lafz mujh ko mu.aaf kar de.n
havaa-o-hirs-o-havas kii sab gard saaf kar de.n
Iftikhar Arif
Nazm
ram
daaman nahii.n thaa un kaa ta.assub se daaG-daar
hirs-o-havas se duur the vo saahab-e-vaqaar
Rahbar Jaunpuri
Nazm
America ke kutte
is mudaaraat pe shauhar ko bhii hirs aatii hai
apne haatho.n se vo buldog ko nahlaatii hai
Khalid Irfan
Nazm
musafir
janam liyaa mire siine me.n devtaa.o.n ne
fareb-o-hirs ke har raaste se mo.D diyaa
Mustafa Zaidi
Nazm
ek shaera ki shadi par
tiirgii hirs kii huuro.n ko bhii bahkaa hii ga.ii
tere bistar pe bhii aaKHir ko shikan aa hii ga.ii
Akhtar Shirani
Nazm
ek nazm
zindagii hirs ke pahluu me.n nahii.n so saktii
jism rusvaa sar-e-baazaar nahii.n ho saktaa
Qateel Shifai
Nazm
guru-nanak dev ji
tirii navaa ne diyaa nuur aadamiyat ko
miTaa ke rakh diyaa hirs-o-havaa kii zulmat ko
Darshan Singh
Nazm
bulbul
rahegii taa-ba-abad maa-sivaa se begaana
tujhe kis aag ne hirs-o-havaa se paak kiyaa
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
qadam mila ke chalo
jalaa.o dil ke nagar me.n charaaG-e-ilm-o-yaqii.n
dayaar-e-hirs-o-havas me.n na jhukne paa.e jabii.n