SEARCH RESULTS
Showing search results for "hirs-e-izz-o-jaah"
Ghazal MATCHES FOR "hirs-e-izz-o-jaah"
Ghazal
saliib o daar kii sab rahmato.n ke pesh-e-nazar
vo tabarruk karte hu.e hirs-e-izz-o-jaah chale
Arsh Malsiyani
Ghazal
bahut na hausala-e-izz-o-jaah mujh se hu.aa
faqat faraaz-e-nagiin-o-nigaah mujh se hu.aa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
naved-e-shauq tirii raa.egaa.n na jaa.egii
magar saliiqa-e-arz-e-payaam paidaa kar
Wali Kakoravi
Ghazal
naved-e-shauq tirii raa.egaa.n na jaa.egii
magar saliiqa-e-arz-e-payaam paidaa kar
Wali Kakoravi
Ghazal
na phir jahaa.n me.n bulandii-e-izz-o-shaa.n ke liye
ye kaam chho.D siyah-baKHt aasmaa.n ke liye
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
tho.Dii sii vaz' o.Dh lii aur vaz'-daar ho ga.e
ashaab-e-izz-o-jaah me.n ham bhii shumaar ho ga.e
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
sahraa-e-hirs-o-aaz me.n ko.ii to aa.egaa
phailaa.uu.n apne aap ko mai.n jaal kii tarah
Ehtisham Akhtar
Ghazal
Anwar Sadeed
Ghazal
banda-e-mazduur kii izzat bachaane ke liye
izz-o-jaah-e-qaisarii se kheltaa rahtaa huu.n mai.n
Agha Naginwi
Ghazal
Nasreen Syed
Ghazal
nayaa thaa dard ke rishto.n se naata
na.ii ko.npal thii aab-o-gil na.ii thii
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
kaar-zaar-e-hastii me.n izz-o-jaah kii daulat
bhiik bhii nahii.n miltii aadmii kamaataa hai
Amir Usmani
Ghazal
bas ik nazar ho kabhii is Gulaam kii jaanib
sadaa rahe.n ye tire 'izz-o-jaah dam dam KHair
Nasreen Syed
Ghazal
sach bolne ke jurm me.n neze pe sar rahaa
qaatil ba-izz-o-jaah bhii naa-mo'tabar rahaa
Shams Faridee
Ghazal
ataa ho dar se tire izz-o-jaah kii daulat
nigaah-e-KHalq me.n kar de ba.Daa ba.Daa.ii na de