SEARCH RESULTS
Showing search results for "hoye geche close"
Ghazal MATCHES FOR "hoye geche close"
Ghazal
ishq ne jin ko kiyaa KHaatir-girafta un kaa dil
laakh hove garche saamaan-e-tarab khultaa nahii.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Arshad Lateef
Ghazal
kahne ko garche haath judaa hai.n mire vale
hone ko us kaa tauq o kamar dono.n ek hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
garche mahfuuz rahe phuul samar hone tak
phir unhe.n rok na paa.oge shajar hone tak
Kaleem Qaisar Balrampuri
Ghazal
Shahram Sarmadi
Ghazal
kyaa dil hai agar jalva-gah-e-yaar na hove
hai tuur se kyaa kaam jo diidaar na hove
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
qatl ik roz hii kartaa huu.n isii goshe me.n
aur saabit ise maqtal nahii.n hone detaa
M. Qamruddin
Ghazal
vaah-rii qismat ki garduu.n par sahar hone lagii
go pa.De the mere baazuu par abhii gesuu-e-dost
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
gesuu-e-shab kii ye afshaa.n bhii bikhar jaa.egii
nii.nd aa jaa.egii taaro.n ko sahar hone tak
Farooque Adil
Ghazal
Mohammad Abid Ali Abid
Ghazal
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
baaryaab-e-KHvaab-gaah-e-naaz hone do use
un kii zulfo.n me.n pareshaa.n KHud sabaa ho jaa.egii
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
KHuun-e-ushshaaq kaa da.avaa mire qaatil tujh par
hote isbaat na dekhaa ba-gavaahe gaahe
Waliullah Muhib
Ghazal
Muzaffar Hanfi
Ghazal
'bismil' ke hote qatl-gah-e-naaz me.n vo shoKH
bismil kare na aur kisii jaa.n-nisaar ko
Bismil Allahabadi
Ghazal
Afeef Siraj
Ghazal
apnaa maslak hai yahii kaar-gah-e-razm-e-hayaat
kashmakash jaarii rahe ma.arka sar hone tak
Hamdam Siddiqi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
har taraf zehn-o-dil ke goshe me.n
haa.n aur na kii bisaat hone lagii