SEARCH RESULTS
Showing search results for "hukm-e-aakhrii"
Ghazal MATCHES FOR "hukm-e-aakhrii"
Ghazal
zabaan mu.nh me.n hai taar-e-gunah kii suurat
tumhaaraa hukm bajaa hai kalaam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ta.amiil-e-hukm-e-rab me.n hai.n masruuf raat-din
is vaaste ye shams-o-qamar bolte nahii.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
ek pattaa bhii nahii.n hiltaa ba-juz hukm-e-KHudaa
kis tarah aabaad kar le.n apne viiraane ko ham
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
muddat se ishtiyaaq hai bos-o-kanaar kaa
gar hukm ho shuruu.a kare apnaa kaam hirs
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
lillaahil-hamd ki gulzaar me.n ha.ngaam-e-subuuh
hukm-e-aazaadi-e-murGaan-e-giraftaar aayaa
Josh Malihabadi
Ghazal
Arif Abdul Mateen
Ghazal
kyaa kiijiye 'bashiir' shu'uur-e-anaa ke saath
hukm-e-sujuud-o-'aajizii-o-bandagii bhii hai
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
tum ne to hukm-e-tark-e-tamannaa sunaa diyaa
kis dil se aah tark-e-tamannaa kare ko.ii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
paaband-e-hukm-e-girya-e-be-iKHtiyaar huu.n
mai.n sail-e-aabshaar huu.n abr-e-bahaar huu.n
Bekhud Mohani
Ghazal
sabaa ke saath milaa mujh ko hukm-e-dar-ba-darii
gulo.n kii zid hai mizaaj un kaa puuchh kar jaa.uu.n
Waheed Akhtar
Ghazal
kise hai shauq 'jamaalii' Gazal sunaane kaa
ba-hukm-e-sadr-e-faziilat-ma.aab pa.Dhtaa huu.n
Badr Jamali
Ghazal
majbuur dil thaa hukm-e-qazaa-o-qadar se 'shauq'
ab kyaa bataa.e.n aa.e yahaa.n phir kahaa.n se ham
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
bharaa labo.n ne baraabar dam-e-masiihaa.ii
jab us ke abruu.o.n ne hukm-e-qatl-e-aam liyaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ai jaan-e-zaar sabr kii koshish fuzuul hai
samjhaa hu.aa huu.n hukm-e-qazaa-o-qadar ko mai.n
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
ai jaan-e-zaar sabr kii koshish fuzuul hai
samjhaa hu.aa huu.n hukm-e-qazaa-o-qadar ko mai.n