SEARCH RESULTS
Showing search results for "huzn"
Ghazal MATCHES FOR "huzn"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
chaahaa thaa us ne merii udaasii hasiin ho
huzn-o-malaal me.n bhii nikharnaa pa.Daa mujhe
Zehra Shah
Ghazal
ye dasht-e-huzn hai karb-o-balaa kaa sahraa hai
chalegaa kaun yahaa.n ab 'vafaa' ke raste par
Vafa Malikpuri
Ghazal
KHushii isii me.n agar hai to har KHushii le lo
ye dukh ye dard ye huzn-o-malaal mat chhiino
Wasi Shah
Ghazal
yaa ranj hai yaa hijr hai yaa huzn hai yaa Gam
kuchh shakl banaa kar to musiibat nahii.n aatii
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Mohammad Amir Azam Quraishi
Ghazal
Prem Kumar Nazar
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
Zia Faooqui
Ghazal
KHayaal-e-'aKHtar'-e-marhuum se bhii baaz aa.o
dayaar-e-huzn se jaa.o ki raat bhaarii hai
Akhtar Orenvi
Ghazal
mataa.a-e-husn-o-jamaal-o-kamaal kyaa kyaa kuchh
churaa ke le ga.e ye maah-o-saal kyaa kyaa kuchh
Syed Salman Gilani
Ghazal
ham dil-jalo.n ko huzn-o-alam se hai soz-o-saaz
andaaz zamzamo.n me.n bhii aah-o-fuGaa.n ke hai.n
Yagana Changezi
Ghazal
ye dasht-e-huzn hai karb-o-balaa kaa sahraa hai
chalegaa kaun yahaa.n ab 'vafaa' ke raste par
Vafa Malikpuri
Ghazal
malaal-o-huzn se ho kar guzartii raaho.n ko
yaqiin-o-shauq se paiham milaa diyaa ham ne
Asra Rizvi
Ghazal
ye hasiin fitrat ke husn kaa aniilaa-pan
zindagii ke aariz par ye kariih piilaa-pan
Akhtar Ansari
Ghazal
Iftikhar Shahid Abu Saad
Ghazal
sivaa-e-huzn-o-haziimat jagah nahii.n dil me.n
agar vo pher bhii de lashkar-o-nishaa.n mujh ko