SEARCH RESULTS
Showing search results for "i-m-f"
Ghazal MATCHES FOR "i-m-f"
Ghazal
i-m-f ko samajhte hai.n ma.iishat kaa ilaaj
log al-kuhl ko khaa.nsii kii davaa kahte hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
mai.n gunahgaar-e-mohabbat huu.n ye tasliim magar
har sitam mujh pe ravaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
naakaamii-e-vafaa pe nadaamat hai kyaa karuu.n
ai dil ye ek talKH haqiiqat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
aap ne mujh ko mire haal pe chho.Daa hotaa
aap be-kaar mire aib-o-hunar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
shaaKH-e-naazuk pe khule hii the ki murjhaa bhii ga.e
ek din phuul yahii shaan-e-bahaaraa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
shaaKH-e-naazuk pe khile hii the ki murjhaa bhii ga.e
ek din phuul yahii shaan-e-bahaaraa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
kyaa kahuu.n mujh pe jo ai dushman-e-jaa.n guzrii hai
tirii har baat tabii.at pe giraa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
pasiijaa dil na kisii kaa hamaare ashko.n se
har aastaa.n pe liye chashm-e-tar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
dil-o-nigaah pe kyuu.n chhaa rahaa hai ai saaqii
ye terii aa.nkh kaa nashsha sharaab se pahle
A G Josh
Ghazal
phir aa.ii shaam daraKHto.n pe gho.nsle jaage
magar ham aaj bhii ai dost ghar na jaa.e.nge