SEARCH RESULTS
Showing search results for "ibne-amiir"
Ghazal MATCHES FOR "ibne-amiir"
Ghazal
ek raat aap ne ummiid pe kyaa rakkhaa hai
aaj tak ham ne charaaGo.n ko jalaa rakkhaa hai
Shaz Tamkanat
Ghazal
jism ke KHol me.n ik shahr-e-anaa rakkhaa hai
naam jiivan kaa tabhii ham ne sazaa rakkhaa hai
Ibn-e-Ummeed
Ghazal
kahaa.n tak aa.ine me.n dekh-bhaal idhar dekho
ki ik nigaah ke ummiid-vaar ham bhii hai.n
Ameer Minai
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
umiid jaa ke nahii.n us galii se aane kii
ba-rang-e-umr miraa naama-bar ravaana hu.aa
Ameer Minai
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
dushmano.n se 'umr bhar apne nibhaa.o dushmanii
aur yaaro.n se hamesha yaariyaa.n karte raho
Ameer Imam
Ghazal
mai.n ba.Dh rahaa huu.n mirii 'umr ghaTtii jaatii hai
ye nahr apne kinaaro.n se kaTtii jaatii hai
Ameer Imam
Ghazal
saare manzar saath us ke 'umr bhar chalte rahe
apne kaa.ndho.n par vo apnaa ghar uThaa kar le gayaa
Ameer Imam
Ghazal
baaG patjha.D me.n bayaabaa.n bhii ho jaataa hai
dil jo aabaad hai viiraan bhii ho jaataa hai
Ashfaq Amir
Ghazal
dasht-e-balaa-e-shauq me.n KHeme lagaa.e hai.n
ibn-e-ziyaad-e-vaqt se kah do ham aa.e hai.n