SEARCH RESULTS
Showing search results for "idriis"
Ghazal MATCHES FOR "idriis"
Ghazal
dost kuchh aur bhii hai.n tere alaava mire dost
ka.ii sahraa mire hamdam ka.ii dariyaa mire dost
Idris Babar
Ghazal
idriis o KHizr o iisaa qaatil se ham chhu.Daa.e
un KHuu.n-giraftagaa.n par ehsaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kisii ke haath kahaa.n ye KHazaana aataa hai
mire aziiz ko har ik bahaana aataa hai
Idris Babar
Ghazal
yuu.n ba-zaahir to pas-e-pusht na Daaloge hame.n
jaante hai.n ba.Dii izzat se nikaaloge hame.n
Idris Azad
Ghazal
dil kaa aur haal mazaafaat kaa kab achchhaa hai
par tujhe dekh ke lagtaa hai ki sab achchhaa hai
Idris Babar
Ghazal
is se phuulo.n vaale bhii aajiz aa ga.e hai.n
terii KHaatir jo guldasta Dhuu.nD rahaa hai
Idris Babar
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
rabt asiiro.n ko abhii us gul-e-tar se kam hai
ek raKHna saa hai diivaar me.n dar se kam hai
Idris Babar
Ghazal
mai.n kuchh dino.n me.n use chho.D jaane vaalaa thaa
jahaaz Garq hu.aa jo KHazaane vaalaa thaa
Idris Babar
Ghazal
insaanii darinde aur is aasaanii se mar jaa.e.n
ye sochne baiThe.n to pareshaanii se mar jaa.e.n
Idris Babar
Ghazal
varna kyaa aab-o-havaa chiiz hai kaisaa mausam
tere aane se hu.aa shahr me.n achchhaa mausam