SEARCH RESULTS
Showing search results for "iid-e-mubaarak"
Ghazal MATCHES FOR "iid-e-mubaarak"
Ghazal
'mubaarak' vajd me.n aa.e mukarrar kii sadaa.o.n se
ilaahii pur-asar aisaa ko.ii irshaad ho meraa
Mubarak Lone
Ghazal
garduu.n pe mah-e-nau phir dikhlaa.ii diyaa 'maahir'
phir iid-e-mubaarak kii har-suu se sadaa aa.ii
Mahir Bilgrami
Ghazal
lauT ham aa.e 'mubaarak' yuu.n dar-e-jaanaa.n se
jaise aakaash se muflis kii du.aa lauT aa.e
Mubarak Ansari
Ghazal
vo mutma.in hai.n ahd-e-rifaaqat ko to.D kar
ham munfa.il ki va.ada-e-fardaa se kyaa milaa
Mubarak Mungeri
Ghazal
azm-e-KHudii salaamat mushkil bhii ko.ii shai hai
aksar hu.ii mashiyyat majbuur aadmii se
Mubarak Mungeri
Ghazal
Mubarak Mungeri
Ghazal
adaa-e-pursish-e-ahvaal ik fareb sahii
magar vo shoKH milaa dard-aashnaa kii tarah
Mubarak Mungeri
Ghazal
ataa kar mujh ko nazaare kii taab aahista-aahista
uThaa ruu-e-munavvar se naqaab aahista-aahista
Mubarak Mungeri
Ghazal
nafas nafas ko havaa kii rikaab me.n rakhnaa
vajuud apnaa kaf-e-aaftaab me.n rakhnaa
Mubarak Ansari
Ghazal
iztiraab-e-shauq me.n ilhaam kaa dhokaa hu.aa
dil jo dha.Dkaa aap ke paiGaam kaa dhokaa hu.aa
Mubarak Mungeri
Ghazal
daaman lahuu-lahuu hai garebaa.n lahuu-lahuu
hai.n kushtagaan-e-fasl-e-bahaaraa.n lahuu-lahuu
Mubarak Mungeri
Ghazal
ik aah me.n Dhalii hai ruudaad-e-zindagaanii
umr-e-taviil kaa hai afsaana muKHtasar saa
Mubarak Mungeri
Ghazal
Mubarak Mungeri
Ghazal
khii.nch kar mujh ko har ik naqsh-o-nishaa.n le jaa.e
kyaa pata zauq-e-safar meraa kahaa.n le jaa.e
Mubarak Ansari
Ghazal
duu-e-aah-e-dil-e-sozaa.n hai 'mubaarak' apnaa
jo dhu.aa.n sham.a se baliin-e-mazaar uThtaa hai
Mubarak Azimabadi
Ghazal
lagaa de soz-e-mohabbat phir aag siine me.n
maza phir aane lage dil-jalo.n ko jiine me.n
Mubarak Azimabadi
Ghazal
hazaar marhala-e-intizaar tai bhii hu.e
hazaar marhala-e-intizaar baaqii hai